As salamu allaiqum
1 namaz sahe tareka se
parna ko dil or demage
ko sakone milta ha
2 namaz Allah or us ka
banda ka darmayan
rishta banate ha . yani
Allah or uska banda k
darmayan talooq peda
karte ha
3 namaz insan ko seda
rasta per chalate ha
4 namaz insan ko borahe
se bachate ha
5 namaz momin ki pichan
ha bazz jaga mana parha
ha k momin ki miraj ha
6 namaz parna se insan
ka chare per noor ah jata
ha . yani cheara bohat
ronaki ho jata ha
7 namaz perna walay per
jadoo nahi chalta
9 namaz borahe se
bachate ha
10 namaz insan ki akhirat
ki kimat ha
11 namaz perna se insan
ka dil main Allah tala ka
khauf rehta ha
12 namaz insan ko
gonaho se bachate ha
13 namaz duas ki
kaboliyat ka ake zarya ha
14 namaz parna walay
insan k sath allah ka
farishta hota ha jo khod
us insan k liya Allah se
dua karte ha yaha tak k
farishta Allah tala tak us
insan ka pegam pouchata
ha
15 namaz dhooko se
bachate ha
16 namaz afat se bachate
ha
17 namaz ranj se bachate
ha
18 namaz naki ka hukum
date ha
19 namaz insan ki
shakseyat ko sodardate
ha yani uska lehja main ,
goftago main bare
shahistage peda karte ha,
yani hoson ikhlaq peda
karte ha
20 5 waquat ki namaz
parna se insan ka dil
main her waquat allah ka
zikar rehta ha or insan
Allah ki yaad se gafil nahi
rehta
21 namaz allah or uska
rasool k akida ko kahim
rakhte ha . yani insan ko
ghoomra hona se bachate
ha
22 namaz perna se insan
ki roh be sakone mah
hote ha .
23 namaz perna se insan
ki zindage assan ho jate
ha
24 jo shaks namaz parta
ha Allah tala ki usper
rehmat nazil hote ha or
Allah pak us per apna
karam karte ha
25 namaz perna se insan
ko akhirat main jannat
nasib hote ha
26 namaz perna se
shaitan door baghta ha .
yani shaitan ka hamla
kargar nahi hota , yaha
tak k asaib , gandi
arwah , khabis wo tak
majbor ho jata ha baghna
per
Hazrate abu syed khodre
razi Allah anho se
rewayat ha k rasool pak
salal laho allaiwasalam
na irshad farmaya k kya
main tumain ahse ahse
cheese batlaho jis k zarya
Allah tala gonaho ko
maaf farmate ha or nakio
main izafa farmate ha ?
Sahaba razi Allah anho
na garaz kiya ya rasool
Allah zaroor irshad
farmaheya
App salal laho allai
wasalam na irshad
farmaya
Tabiyat ki nagaware ka
bawajood (example sardi
ka mosam main ) achi
tarah wazu karna masjis
ki taraf kasrat se kadam
othana or ake namaz k
baad dosare namaz k
intazar main rehna
Jo shaks be apna ghar se
wazu kar k masjid main
ahe or musalmano k sath
bajamat namaz parhe
phir is k baad wali namaz
k intazar main beth jahe
to farishta is k liya dua
karte rehta ha
Ya Allah is ki magfirat
farma dejiya ya Allah is
per raham farma dejiya
dua main yaad rakheya
ga
Thursday, 29 January 2015
{{{{{{Namaz parna ka faida}}}}}}
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment