Thursday, 29 January 2015

»»»Namaz chorna k nooksanat«««

As salamu allaiqum
Hadees pak ha
1 jis ny fajir ki namaz
chorde to us ka chera se
noor khatam kardeya jata
ha .
2 jis ny zohar ki namaz
chorde to uski rozi main
barkat khatam karde jate
ha
3 jisna asar ki namaz
chorde to uska badan se
taquat khatam karde jati
ha
4 jisne maghrib ki namaz
chorde to usko apni aulad
se kohi faida nahi poucha
ga
5 jisna isha ki namaz
chore uski need se rahat
(yani chain sakone )
khatam kardeya jata ha
Yaqoob bin ibrahim,
yahya bin syed,
muhammad bin
umero,obaida bin sufyan
jaffre, abu jaed zamire se
rewayat ha k wo hazrate
rasool kareen salal laho
allai wasalam k sahabi
tha irshad farmaya k jo
shaks 3 juma ki namaz
tarak karde to khuda tala
is ka dil per mohar laga
de ga
Ibn e Umar aur Abu
Huraira (RA) ne farmaya,
Ham ne Rasool (SAW) ko
ye kehta suna, ke ya to
logg Jumma (namaz) ko
tark karne se baaz aa
jayin, Warna Allah inke
dilon pe Mohar laga de
ga, phir wo log Ghafil
logon main se ho jaye
gain.
Hadees pak main ha
Namaz parho is se pehla
tumare namaz parhi jahe
dua main yaad rakheya
ga


1 comment:

  1. Reference please? Apne Jo bhi nuksaan bataein Hain. Hamein bataein ye hadith me kahan Kaha Gaya hai or ye authentic hai ya nhi

    ReplyDelete